phareb ki hansi ko aashiqi samaj baithe
mouth ko hi apni zindagi samaj baithe
wahkt ka mazaak tha ya bad naseebi thi meri
thumhaari do baataonko
mohabat samaj baithe.
---- ----- ----- ----
ajnabee hote huve bhi dosti ka rishta
nibhatain hain aap
najaane kuon dill ko itna lubhatain hain aap
ye kaisi karishma hai aapki
jo hum ko itna yaad
aatae hain aap
----- ----- ------
tan haie mey bhi
tuje yaad karlenge
teri her baat per
aith baar karenge
thuje aane ko tho naheen kahenge
phir bhi tere intezaar karenge
----- ----- ------ -----
yek yek pal saal hai tumhaare bina
her pal intezaar hai tumhaare bina
tumto jeeloge apni zindagi
per hamaari zindagi bekaar hai tumhaare bina
----- ----- ---- ----
aarzu hai door se dekne ki
kareeb aana bhi nahi chate
tamanna nahin tumey paane ki
magar khona bhi nahi chate
(Collect)
No comments:
Post a Comment